Aug 19, 2009

i miss you...........

Khusbuon ki tarha meri her saans mein,
Pyar apna basane ka wada kro,
Rang jitne tumhari mohabat k hain,
Meray dil mein sajane ka wada kro,
Hai tumhari wafao pe mujko yaqeen,
Phir b dil chahta hai meray dil nashen,
Yunhi meri tasali ki khatir zara,
Mujko apna banane ka wada kro,
Mein tumhain yaad rakhne ki khaon qasam,
Tum mujhe na bhoolane ka wada kro…

vo jaisa bhi he bas hamara he.........

V o aik shakhs jo hame zindgi se pyara hai,
Bagair uske viraan ye zahaan sara hai,
Vo nahi janta ki uski zaat kya hai,
Vo hi tou hai jo muhabbat ka aik sitara hai,
yehi tou ada hai jisne hame maara hai,
vo kya tha, kya hai, kya hoga, kya khabar,
Yehi pata hai, Vo jaisa bhi hai bas hamara hai.