Hamne to isq ka ijhar nahi kiya
Iss dil ko itna bekrar nahi kiya,
Bas aankhon main tere sapne sajaye rakhe
Kabhi apne honthon se ijhar nahi kiya.
everyone in this world can see somekind of dream.some like thisthing some like thatthing but very few will work for make there dream true.i dont know they are smart or dull and i also did not want to know what other think. there is only one thing important for me what i think about my dream.
Oct 2, 2009
jindgi ke chand pal...............
Jindgi ke chand pal chura gaya koi
Pas aakar apna bana gaya koi
Dar lagta hai mar na jau juda hokar
Iss kadar mere dil main ghar bana gaya koi
Jindgi viran hoti hai mohababat ke bina
Iss bat ka ehsas dila gaya koi
Jis gulshan main na khile hon chahat ke phool
Uss gulshan main chahat ke phool khila gaya koi
Sunta aaya tha kissa diwano ka ab tak
Aaj mujhko ko bhi diwana bana gaya koi.
Pas aakar apna bana gaya koi
Dar lagta hai mar na jau juda hokar
Iss kadar mere dil main ghar bana gaya koi
Jindgi viran hoti hai mohababat ke bina
Iss bat ka ehsas dila gaya koi
Jis gulshan main na khile hon chahat ke phool
Uss gulshan main chahat ke phool khila gaya koi
Sunta aaya tha kissa diwano ka ab tak
Aaj mujhko ko bhi diwana bana gaya koi.
Subscribe to:
Posts (Atom)