Mar 5, 2010

kaun kisko dil mein jagah deta hai

Kaun kisko dil mein jagah deta hai
Ped bhi sukhe patte gira deta hai
Wakif hain hum duniya ke riwazon se
Dil bhar jaye to har koi bhula deta ha
:

phool


Phool Hote to teri Rahon mein bichh jaate hum
Gum hote to tuje Kabhi na Satate hum
yeh or baat hai ki teri Jaan Hai Hum
na hote to bhi tum pe JAAN lutate hum