Feb 23, 2010

missed call

Apni Surat ka kabhi to didaar de
tadap raha hu kabhi to apna pyaar de
Apni awaaz nahi sunani to mat suna
Kam se kam 1 Missed call hee maar de
log kehete hai ki humne unhe bhula rakhkha hai
vo kya jane ki dil mai unhe chupa rakhkha hai
dekhe na koi unhe mere aankho me
ise der se palko ko jhuka rakhkha hai