Kabi nazrain milane mein zamane beet jate hain
Kabi nazrain churane me zame beet jate hein
Ksi ne ankh b khoi tu sone ki nagri me
Ksi ko ghar banene me zamne beet jate hian
Kabi kali siah ratein hame ik pal ki legti hein
Kabi ik pal bitane me zmane beet jatey hain
Kabi khola darwazza khari thi samne manzil
Kabi mazil ko pane me zamane beet jate hain
Ik pal me toot jate heain umar bhar k wo rishte
Wo rishte jo bane me zamane beet jaty hain