Aug 16, 2009

doctor sahab jaldi aayiye...............

Raat ka time jab Munna aur Chinkie apnay bed room mien so rahay thay to phone ki ghanti baji.

Voice: Aray doctor sahab jaldi aiye! Mere betay nay blade kha liya hai.

Munna abhi
jane ke liye tayyar hi hota ki dobara phone aata hai.

Voice: Doctor Sahab! Aab ane ki koi zaroorat nahi, mere
husband ko shave ke liye doosra blade mil gaya hai.

No comments:

Post a Comment