Aug 11, 2009

Ek Ajanabi..........

Ek ajnabi se mujhe itna pyaar kyon hai
Inkar karne par chahat ka ikraar kyon hai
Use pana nahi meri taqdeer mein shayad
Phir har mod pe usi ka intezar kyon hai
............................................
Us ajnabi ka youn na intezaar karo
Is aashiq dil ka na aitbaar karo
Roz nikla karen kisi ke yaad mein aanso
Itna kabhi na kisi se pyaar karo

No comments:

Post a Comment