Aug 11, 2009

hum tum pe marte he........

Apni har ghazal me...
tera hi zikr kiya karte hai....
is baat ka kisi aur ko ilm na ho..
yeh fikar kiya karte he..
hothon per baat hai ruki...
jaane kyun kahne se darte he...
Aaj saari hadein todkar...
kehte hai ke hum tum pe marte he..

No comments:

Post a Comment