lamhe judai ke bekarar karte hain,
haalat meri mujhe laachar karte hain,
aankhe meri pad lo kabhi ,
hum khud kaise kahe ki hum aapse pyaar karte he,
maine bhi kisi se pyar kiya tha.
thoda nahi beshumar kiya tha ,
meri duniya hi badal gayi,
jab usne kaha...are maine to sirf mazak kiya tha,
kya yaar.yhi to meri kahani hai....aisa hi hota hai yaaar...u kno the truth ,...& that's important..hats off to ur poem....!!
ReplyDeleteKahin Daraar Na Pad Jaye Apne Rishtay Me,
ReplyDeleteIshi Khayal Se Main Tujhko Aazma Na Saka
Labon Par Jhooth Ke Moti Sajaaye Magar ,
Nazar Me Tairti Sachchaiyan Chhupa Na Saka
Bus Itni Si Baat Par Naraz Ho Gaya Mujhse ,
Main jo Uske Waaste Apna Ghar Jala Na Saka !!!