everyone in this world can see somekind of dream.some like thisthing
some like thatthing but very few will
work for make there dream true.i dont
know they are smart or dull and i also
did not want to know what other think.
there is only one thing important for me what i think about my dream.
Aug 24, 2009
tears...........
Tears are silent language of LOVE, when tears come with reason means you got some problem, but when tears come without reason means you are in LOVE
Bahut chaha magar unhe bhula na sake, Khayalo me kisi aur ko la na sake, Unko dekhkar ansu to ponchh liye hum ne, Par kisi aur ko dekh kar muskura na sake
Do kadam saath chal kar door jane wale dekhe hain, Zindagi bhar saath nibhane wale kam dekhe hain........
Pyaar mai doobe dilo main gam dekhe hain, In galliyon mai khushnaseeb kam dekhe hain, Zindagi bhar saath nibhane wale kam dekhe hai....
Sab kahte hai pyaar ko rushwa kiya hai duniya ne, Par pyaar main duniya ko rushwa karne wale kam dekhe hain, Zindagi bhar saath nibhane wale kam dekhe hain..........
Judaai ka dusra naam pyaar hai, Par pyaar main judaai sahne wale kam dekhe hain, Zindagi bhar saath nibhane wale kam dekhe hain..........
Waadey kar ke pyaar main mukarne wale dekhe hain, Waadon par khre utre jo woh log kam dekhe hain, Zindagi bhar sath nibhane wale kam dekhe hain..........
Do kadam saath chal kar door jane wale dekhe hain Zindagi bhar saath nibhane wale kam dekhe hain....
Phoolon Ka Kia Hai Ye Khiltay Hein Bikhar Jatay Hein. Log Dunyia May Miltay Hein Bichar Jatay Hein . Mushkil Hota Hai Bholana Un Logo Ko. Aank Key Rastey Se Jo Dil May Utar Jate Hein
nice affort to be done
ReplyDeleteTHAK GAYE HUM UNKA INTEZAAR KARTE KARTE,
ReplyDeleteROYE HAZAR BAAR KHUD SE TAKRAAR KARTE KARTE,
DO LAFZ NAA NIKALE UNKI ZUBAAN SE,
AUR TOOT GAYE HUM EK TARFA PYAAR KARTE KARTE.
pankaj sinha
Bahut chaha magar unhe bhula na sake,
ReplyDeleteKhayalo me kisi aur ko la na sake,
Unko dekhkar ansu to ponchh liye hum ne,
Par kisi aur ko dekh kar muskura na sake
Miss u janu.............
pankaj sinha
DETE HAI DARD KYUN BAS HUMHI KO,
ReplyDeleteKYA SAMJHENGE WOH IN AANKHO KI NAMI KO,
LAKHO DEEWANE HO JIS CHAAND KE,
WOH KYA MEHSUS KARENGE EK TAARE KI KAMI KO.
pankaj sinha
Do kadam saath chal kar door jane wale dekhe hain,
ReplyDeleteZindagi bhar saath nibhane wale kam dekhe hain........
Pyaar mai doobe dilo main gam dekhe hain,
In galliyon mai khushnaseeb kam dekhe hain,
Zindagi bhar saath nibhane wale kam dekhe hai....
Sab kahte hai pyaar ko rushwa kiya hai duniya ne,
Par pyaar main duniya ko rushwa karne wale kam dekhe hain,
Zindagi bhar saath nibhane wale kam dekhe hain..........
Judaai ka dusra naam pyaar hai,
Par pyaar main judaai sahne wale kam dekhe hain,
Zindagi bhar saath nibhane wale kam dekhe hain..........
Waadey kar ke pyaar main mukarne wale dekhe hain,
Waadon par khre utre jo woh log kam dekhe hain,
Zindagi bhar sath nibhane wale kam dekhe hain..........
Do kadam saath chal kar door jane wale dekhe hain
Zindagi bhar saath nibhane wale kam dekhe hain....
pankaj sinha
Phoolon Ka Kia Hai Ye Khiltay Hein Bikhar Jatay Hein.
ReplyDeleteLog Dunyia May Miltay Hein Bichar Jatay Hein .
Mushkil Hota Hai Bholana Un Logo Ko.
Aank Key Rastey Se Jo Dil May Utar Jate Hein
pankaj sinha
udasi aapki rulate rahegi,
ReplyDeleteYaad aapki aate rahengi,
Pal Pal Jaan jati rahengi,
Jab tak Jism mei hai Jaan,
Meri har Saans mohabbat Nibhati rahengi...
pankaj sinha
mohhabat ki sama jalakar to dekho
ReplyDeletejara dil ki duniya sajakar to dekho
yume ho na jaye mohhabat to kehna
jara humse najre milakar to dekho
PANKAJ SINHA