Sep 30, 2009

tumhara pyar.............

tumhara pyar mere jeene ka ehsas ban gaya hai
har din mene tumhari yadoon me bitaya hai
har raat tumhari aahat ne muje tadpaya aur sataya hai
kabhi dil karta hai rook du in sansoon ko, lekin sehem jata hu
kyuki uss waqt b un sansoon me naam tumhara paaya hai...

No comments:

Post a Comment