Oct 13, 2009

Aap samajte hai hum ne aap ko bhula rakha hai,

Aap nahi jaante ke dil mein basa rakha hai.

Dekh na le koi aap ko hamari aankhon mein ,

Isliye palkon ko is khaddar jhuka rakha hai

No comments:

Post a Comment