Tumse doori ka ehsaas sataane lagaa,
Tere saath guzaraa har lamha yaad aane laga,
Jab bhi tujhe bhoolne ki koshish ki aye dost,
Tu dil ke aur bhi kareeb aane laga
Zindagi nahin humein doston se pyaari,
Doston pe haazir hai jaan hamaari,
Aankhon mein hamaari aansoon hai toh kya,
Jaan se bhi pyaari hai muskaan tumhaari
Jasbaate ishq naakaam naa hone denge,
Dil ki duniya mein kabhi shaam naa hone denge,
Dosti ka har ilzaam apne sar par le lenge,
Par dost hum tumhe badnaam na hone denge
Ghum Main Mohabbat ko Bhula naa Dena,
Mere Pyaar Ko yu mita na dena,
Deewanoon se bhi jyada karta hoon mohabbat,
Gair keh ke muje Thukra na dena…
Khubsurat hai Zindagi Khwaab ki Tarah,
Jaane kub toot jaye Kaanch ki Tarah,
Kisi Mod pe Mulakat ho gayi humari,
Toh Aankhe mat mod lena Anjan Ki Tarah….
Woh hume Khamoshi ki Saza dete hai,
Isliye hum apne alfaz jala dete hai,
Ab to tanhai se tang aakar,
Hum khud hi Darwaze ki zanjir hi
No comments:
Post a Comment